Computer ke bhag ( parts of computer )


    •  Parts of computer
    Computer ke four parts hotel hi
    1. Input ekai
    2. Output ekai
    3. Sentral proseshing ekai 
    4. Memory ekai

          1. इनपुट एकाई

          2. आउटपुट एकाई

          3. सेंट्रल प्रोसेशिंग एकाई

    .     4. मेमोरी एकाई

    1. Input ekai


    Input upkarno ka Kam yeh hi ki ham apni language me Jo bhi data ya aadesh dete hi use binary code me badl Kar Computer (cpu) mebhej dete hi kishi input sadhan dwara nimnlikhit Kam kiye jate hi

    • User dwara diye gye data ko computer system ko uplabdh katana
    • User dwara diye gye nirdhesho ko prapt karna aur user dwara diyue gye nirdesho ko computer dwara svikar kiye Jane wale rup me badlna

    2. Output ekai

    Output upkaran computer se prapt hone wale parinamo ko Jo binary code me hote hi hmare liye uchit sanket ya language aur photo me badal Kar hme uplabdh krate hi
    Output sadhan se nimnlikhit Kam kiye jate hi


      
    Check to link
    • Computer system dwara diye gye parinamo ko user ko dikhana. Computer opreter ko sanketo ki jankari Dena
    • Computer dwara diye gye parinamo ko sekdari storage ekai me store karna kishi bhi prkar ki suchna aur sandesho ko turnt hi prdarshit karna

    3.  Sentral proseshing ekai

    Sentral proseshing ekai hi vastvik computer hai yhi computer ka brain aur heart hai computer me kiye Jane wale sabhi Kam Sentral proseshing unit cpu dwara hi Kye jate hai

    Cpu ke Kam

    • Nirdesho aur deta ko mukhye memory se rajisters me transfer karna
    • Nirdesho ka karmic rup se execution karna
    • Kam padne me par output deta ko rajisters se memory me transfer karna

    4.  Memory ekai

    Memory computer ka vah bhag hai Jo data aur nirdesho ko ekattha karti hai computer ki memory aadunic computer ke mul karyo me se ek arthat information storage ki suvida deti hai



                                                   

    Comments

    Post a Comment